Introduction:
Friends Blogger ek Free Hosting Platform hai jispe aap content likh kar paisa kama sakte hai, Dosto Blogger par paisa kamana Utna Aasan Bhi Nahi Hai Jabtak aap uspe kadi mehant nahi karte, Dosto aaj ke iss post mein mai batane wala hoon ki App Blogger Pe Seo Friendly Article kaise likhe ge, Sath Hi aap uspe Google Adsense Ka Approval kaise le sakte hai.
What Is Blogger?
Dosto Blogger ek free platform hai jaha aap content likh ke paise earn kar sakte hai, Content se mera matlab Blog post, Dosto Blogger pe keval apko Blog Post Likhna Hota hai, Jab Adsense approval mil jaye tab aap uspe blog post likh ke money earn kar sakte hai. Dosto Blog Post Likhte Samay apko ek bat ka aur dhyan rakhna hoga, Agar aapka blog post seo Friendly nahi hoga to aap apne blog pe Traffic nahi la paye ge agar traffic nahi aaye ga to aap money generate nahi kar paye ge, Dosto To Chaliye mai apko Batata hoon Apko Seo Friendly Article kaise likhna hai.
How To Write Seo Friendly Article?
So Friends apko agar seo Friendly Article likhna hai to kuch bataon ka dhyan rakhna hoga,
- Make Your Post Structure
Dosto Yaha Kuch Tips Diye Hai Inhe apko Follow karna Chahiye.
- Add Some Introduction for whole article.
- Add Image.
- And Image Captions.
- Add Next H2 Heading.
HOW TO EARN MONEY WITH BLOG?
Dosto agar aap Blog ke sath paisa kamana chahte hai to Adsesne ad network bahut badhiya hota hai, Yah By Default apke blog se setup ho jata hai, Dosto Jab Apka Blog 6 maheene purana ho jata hai to apke blog mein earning tab unlock ho jata hai jisme aap apni Adsesne id ko connect kar sakte hai, Connect Ho jane ke bad kuch din lagega aur apke pas mail aaye ga Adsesne ki taraf se jisme apke blog ka result hoga, Agar apke Blog ko approval mil jata hai to aap earning kar sakte hai agar nahi milta to apko fir se apply karna padega.